Donations are essential to keep Write Out Loud going    

sulky (Remove filter)

Arzoo (02)

this is a free verse poem

By: Mirza Sharafat Hussain Beigh

Hum  to  yun  aam   hai,  pur naaz    hotey
Warna  ap   par   bhi   asar   andaz   hotey

Tere  saaz  se  kaha  mili   hai  meri  awaaz
Phir   tere   asraar    ke    humraaz   hotey

Dikhatey hum manatey  hai  yaaru ko kaise
Kabhi  aa.kar wo hum se  to naraaz  hotey

Is Ishq me daikhey  hain  jo  Qatal gah  bhi
Kaash  us   ...

Read and leave comments (3)

lovemirzaseparationsulkyurdu poetry

Arzoo

By: Mirza Sharafat

Khushboo se mehakta aisa hi sansaar hota
ye mosam mere yaha har baar hota

tujhe manaana baar baar sirf hunar hai mera
tera roothna phir kis qadar dushwaar hota

tu kar chuka hai soda emaan ka, ehsaas ka
bawajood iske tu kabhi sharamsaar hota

fakhr e talwaar wo, qatil e kufaar hota
youm e ashoor hamrah Hussain ke Mukhtaar hota

tu haar chuka hai baazi Sharafat ki...

Read and leave comments (0)

spring seasonlongingsulkyemotionssentimentsashamedmuharramashuraimam hussainhazrat mukhtaararmybloodshed

This site uses cookies. By continuing to browse, you are agreeing to our use of cookies.

Find out more Hide this message