melancholy (Remove filter)
Tashkhees
Me ne mujh sa kayir, beywafa paya koyi nai
Sharafat! Teri izzat abhi tak khoyi nai
Tu ley aa usey ke dhar uska khula hai abhi
Shayad uski aankhein abhi tak royi nai
Har jhapakti palak me ye bheegha pan
Meri aankhein to furqat se soyi nai
Sharafat, is roz to umeed bhi na yi bhar
Tere dhar se aaj bhi guzra koyi nai
~
Mir...
Friday 29th December 2017 12:12 pm
Raaz
by : Mirza Sharafat Hussain
Tere janey ke baad hawayein beyqaraar
Khushk aabshar , fizayein sogwaar
To suno meri udaas aankhon ka raaz
Kisi ki yadun me meri aahein girftaar
Ye itna parayapan achanak na guzrey
Tere paas aate hi bahein sharamsaar
Rotey kuch mei ne bhi mangha hai rab se
Pyase labu se meri duayein ashkbaar
Tuesday 29th August 2017 5:20 am
Aisa Kyu
By : Mirza Sharafat
mujhe kya , har cheez me tera ghar lagta hai
wo sama , teri ghali ka wo manzar lagta hai
pawu zameen pa rakh ke samandar lagta hai
teri muhabbat ka asar is qadar lagta hai
Sulagti huwi aagh pa mujhe chalney do rafiq
Har qadam pa maloom uska reh guzar lagta hai
terey ansuvu ki jo na kar sakey qadar
phir dil usk...
Tuesday 29th August 2017 5:18 am
Kohl
Kohl By : Mirza Sharafat
night has enveloped, to give me some relief
now invisible are walls of separation, and thy grief
where blood quenches the thirst
disloyalty is faith last and first
is the religion my beloved belongs to
I beckoned, red and bla...
Monday 28th August 2017 12:26 pm
Recent Comments
Tom Doolan on Blue
1 hour ago
Uilleam Ó Ceallaigh on Elected by Smoke: 133 Men Decide for over a Billion
1 hour ago
Uilleam Ó Ceallaigh on Blue
12 hours ago
Graham Sherwood on Spectator
12 hours ago
Telboy on Spectator
14 hours ago
Reggie's Ghost on Spectator
14 hours ago
Tom Doolan on Blue
14 hours ago
Uilleam Ó Ceallaigh on Eight Decades On
15 hours ago
Uilleam Ó Ceallaigh on Blue
15 hours ago
Uilleam Ó Ceallaigh on Haiku don Bhliain 2025 [Uimhir a cúig déag 15 on Victory (over what?) Day]
15 hours ago